The combination of Mirza Ghalib's splendid words and Jagjit Singh's soulful music have sustained over the years in the form of some memorable ghazals. Here's presenting some of the finest creations of these two legends!
Enjoy. Comment. Share!
Track List::
- Phir Kuch Ek Dil Ko Beqarari Hai (00.00)
- Sab Kahan Kuchh Lala-O-Gul (02.33)
- Unke Dekhe Se (06.07)
- Woh Firaaq Aur Woh Visal Kahan (09.43)
- Ya Mujhe Afsare Sahi (14.04)
- Yeh Misaale Tasaffuff & Phir Kuchh Ek (17.07)
- Zulmat Kade Mein Mere (19.40)
- Ishq Mujhko Nahin (23.22)
- Kisi Ko De Ke Dil (27.41)
Track - Phir Kuch Ek Dil Ko Beqarari Hai
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib
Track - Sab Kahan Kuchh Lala-O-Gul
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib
Track - Unke Dekhe Se
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib
Track - Woh Firaaq Aur Woh Visal Kahan
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib
Track - Ya Mujhe Afsare Sahi
Singer - Bhupinder
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib
Track - Yeh Misaale Tasaffuff & Phir Kuchh Ek Dil Ko Beqarari Hai
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib
Track - Zulmat Kade Mein Mere
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib (Traditional)
Track - Dialogues & Ishq Mujhko Nahin
Singer - Chitra Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib
Track - Dialogues & Kisi Ko De Ke Dil
Singer - Chitra Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib
Label :: Saregama India Ltd
For more videos log on & subscribe to our channel :
/ saregamaghazal
Facebook :: / saregama
Google+ :: https://plus.google.com/+saregamaghazal
Follow us on Twitter: / saregamaglobal
For Mobile download Visit : mobile.saregama.com
Lyrics - Phir Kuch Is Dil Ko Beqarari Hai
Sina Zoya-e-zakhm-e-kari Hai
Phir Jigar Khodne Laga Nakhun
Amad-e-fasl-e-lalakari Hai
Qibla-e-maqsad-e-nigah-e-niyaz
Phir Wahi Parda-e-ammari Hai
Chashm-e-dallal-e-jins-e-ruswai
Dil Kharidar-e-zauq-e-khwari Hai
Wahi Sadrang Nala Farsai
Wahi Sadguna Ashqbari Hai
Dil Hawa-e-khiram-e-naz Se Phir
Mahshristan-e-beqarari Hai
Jalwa Phir Arz-e-naz Karta Hai
Roz-e-bazar-e-jansupari Hai
Phir Usi Bewafa Pe Marte Hain
Phir Wahi Zindagi Hamari Hai
Phir Khula Hai Dar-e-adalat-e-naz
Garm Bazar-e-faujdari Hai
Ho Raha Hai Jahan Mein Andher
Zulf Ki Phir Sarishtadari Hai
Phir Diya Para-e-jigar Ne Sawal
Ek Fariyad-o-ah-o-zari Hai
Phir Hue Hain Gawah-e-ishq Talab
Ashqbari Ka Hukmzari Hai
Dil-o-mizshgan Ka Jo Muqadma Tha
Aj Phir Us Ki Rubqari Hai
Bekhudi Besabab Nahi ‘ghalib’
Kuch To Hai Jis Ki Pardadari Hai